Site Search

Site Search

24 Ganty k Aamal bilkhusus Ramadan-ul-Mubarak

Wednesday, August 4, 2010


Assalam-o-Alaikum


Din ma 24 ganty hoty hain or hum apni masrofiyat or mumalat-e-zindagi par nazar dalain to humay andaza ho ga k hum in 24 ganton ma apny Khaliq-e-Haqiqi k liye kitna waqt sarf karty hain yaqinan chand ganty to door ki baat hai hum to pury din or raat ma 1 ganta b mushkil say hi apny Parwardigar k liye guzarty hongay jab k haq to ye hai k humy duniya say ziyada waqt apny Khaliq-e-Bar Haq ko dena chahiye kiyon k ye zindagi di hoi to usi ki hai wahi hum ko paida karny wala hai. Baqol Galib k

“Jan di! Di hoi usi ki thi – Haq to ye hai k haq ada na hoa”

Behral is mail k sath 1 attachment hai “24 GANTY K MAMULAT” k naam say is ko zaroor parhy or is ma jitna mumkin ho saky us par amal karny ki koshish karain to umeed hai k kuch to apny Khaliq-e-Haqiqi ka huq ada ho jay mutlab k jo zindagi humain Rab-ul-Aalamin nay di hai us zindagi ka huq ada ho jay or Ma-e-Ramazan-ul-Mubarak ki b amad amad hai to Insha Allah irada karlain k is Ramazan-ul-Mubarak ma in Aamal ko puri koshish k sath ada karain gay Insha Allah

Aap sub ki douaon ka Talib

Was’Salam

From Islamic Info Zone

Posted by True Love of Islam at 2:51 AM  

0 comments:

Post a Comment

Subscribe Now: google

Add to Google Reader or Homepage